Bharat
Ke Rajye
Bharat Ki Raajdhani :- Delhi
Tripura :-
Tripura Ki Raajdhani Agartala Hai, Tripura ki Mukh Bhasha Bangla, Tripuri, Manipuri Hai, Aur Iski
Kul Jansankhya 31,91,168 Hai.
Sikkim :-
Sikkim ki Raajdhani Gangtok Hai, Sikkim ki Mukh Bhasha Sikkimi, Gorkhali Hai, Aur Iski Kul
Jansankhya 5,40,493 hai.
Mijoram :-
Mijoram ki Raajdhani Aizol Hai, Mijoram ki Mukh Bhasha Mijo, English Hai, Aur Iski kul
jansankhya 8,91,058 Hai.
Goa :-
Goa Ki Raajdhani Panji Hai, Goa Ki Mukh Bhasha Purtgali, Konkan Hai, Aur Iski Kul
Jansankhya 13,43,998 Hai.
Jammu-Kashmir :-
Jammu-Kashmir Ki Raajdhani Shrinagar Hai, Jammu-Kashmir Ki Mukh
Bhasha kashmiri, Dogri, Urdu, Dardi
Laddaki, Walti, Pahadi Hai, Aur Iski Kul Jansankhya 1,00,69,917 Hai
Jharkhand :-
Jharkhand ki Raajdhani Ranchi Hai, Jharkhand Ki Mukh Bhasha Hindi Hai, Aur Iski Kul jansankhya 2,69,09,428 Hai.
Uttaranchal :-
Uttaranchal ki Raajdhani Dehradun Hai, Uttaranchal ki Mukh
Bhasha Hindi Hai, Aur Iski Kul
Jansankhya 84,79,562 Hai.
Chhatisgadh :-
Chhatisgadh ki Raajdhani Raipur Hai, Chhatisgadh ki Mukh bhasha Hindi Hai. Aur iski Kul Jansankhya 2,07,95,956 Hai.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box