The History Of India - About Mohammad Gori - All Knowledge

Breaking

Tuesday, 26 January 2016

The History Of India - About Mohammad Gori

Mohammad Gori



1. Mohammad Gori Ne San 1175 Me Sabse Pehle Bharat Me Multan Par Hamla Kiya.

2. San 1178 Me Gujrat Ke Shasak Bheem Dwitye Ne Gori Ko Prajit Kiya.

3. San 1191 me Tarain ka Pehla Yuddh Hua, Jisme Mohammad Gori Prithvi Raj Chauhan Se Prajit Hua.

4. San 1192 Me Tarain Ke Dusre Yuddh Me Gori Ne Prithvi Raj Chauhan Ko Haraya. Or Use Bandi Banakar Afganistan Le Gaya.

5. Is Yuddh Ke Baad Mohammad Gori Ne Dilli Or Ajmer Par Kabza Kar Bharat Me Muslim Samarajye Ki Niv rakh Di.

6. San 1194 Me Chandavar Ke Yuddh Me Mohammad Gori Ne Kannoj Ke Gehedwal Shasak  Jaychand  Ko Prajit Kiya.

7. Mohammad Gori Ke Senapati Bakhtiyar khilji Ne Purvi Bharat Ka Abhiyan Kiya. Usne Nalanda Or Vikramshila Ko Nasht Kar Diya.

8. San 1206 Me Khokhro Ke Sath Yuddh Me Mohammad Gori Mara Gaya.

9. San 1206 se 1526 Tak Uttar Bharat Par Dilli Saltanat Ke Shasako Ne Shasan Kiya

(1206 - 1210 Kutubuddin Aibak)

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box