Mehmud Gajnavi
1. Mehmud Gajnavi Sutubgin Ka Putra Tha. Veh San 999 Me Gajni Ka Shasak Bana.
2. Usne San 1001 Se San 1027 Tak Bharat Par 17 Baar Hamla Kiya. Uske Aakraman Karni Wajah Thi Zyada Se Zyada Dhan Lutna.
3. Mehmud Ne San 1006 Me Multan Par aakraman Kiya Us Samay Multan Ka Shasak Abdul Fateh Daud Tha.
4. San 1009 Me Mehmud gajnavi Ne Peshawar Par Hamla Kiya. Is Samay Peshawar Hindu-Shahi Shaasak Anandpaal Ke Aadhin Tha.
5. Alabruni, Firdosi, Utbi Or Farukh Mehmud gajni Ke Darbar Me Rehte The.
6. Mehmud Gajnavi Ne San 1025 Me Somnath Par Aakraman Kiya.
7. Mehmud Gajnavi Ne san 1027 Me Antim hamla Jaato Ke Vidhroh Ko dabane Ke Liye Kiya.
8. San 1030 Me Mehmud Gajnavi Ki Mot Ho gayi.
9. Khiva Niwasi Albruni, Tarikhe Sutubgin Ka Lekhak Nehaki Or Utbi Mehmud Gajnavi Ke Sath Bharat Aaye
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box