Bharat Ke Rajye - page2 - All Knowledge

Breaking

Thursday, 7 January 2016

Bharat Ke Rajye - page2

 Bharat ke Rajye
Bharat ki Raajdhani :- Delhi




Maharashtra :-
Maharashtra ki Raajdhani Mumbai Hai, Maharashtra ki mukh bhasha Marathi Hai, Aur iski kul jansankhya 9,67,52,247 hai.

Meghalaya :-
Meghalaya ki Raajdhani Shilang Hai, Meghalaya Ki mukh Bhasha Khaasi, Jayantiya, Gaaro Hai, Aur iski Kul Jansankhya 23,06,069 Hai.

Nagaland :-
Nagaland ki Raajdhani Kohima Hai, Nagaland ki Mukh bhasha Asmi, Naga, English Hai, aur iski Kul jansankhya 19,88,636 Hai.

Udisa :-
Udisa ki Raajdhani Bhuvneshwar hai, Udisa ki Mukh Bhasha Udiya Hai, Aur iski Kul Jansankhya 3,67,06,920 Hai.

Punjab :-
Punjab ki Raajdhani Chandigadh Hai, Punjab ki Mukh Bhasha Hindi, Punjabi Hai, aur iski Kul Jansankhya 2,42,89,296 Hai.

Rajasthan :-
Rajasthan ki Raajdhani Jaipur Hai, Rajasthan Ki Mukh Bhasha Hindi, Rajasthani hai, Aur iski Kul jansankhya 5,64,73,122 Hai.

Tamilnadu :-
Tamilnadu ki Raajdhani Chennai Hai, Tamilnadu ki Mukh Bhasha Tamil Hai, Aur iski Kul Jansankhya 6,21,10,839 Hai.

Uttar Pradesh :-
Uttar Pradesh ki Raajdhani Lucknow Hai, Uttar Pradesh ki Mukh Bhasha Hindi Hai, Aur Iski Kul Jansankhya 16,60,52,859 Hai.

Pashchimi Bangal :-
Pashchimi Bangal ki Raajdhani Kolkata Hai, Pashchimi Bangal Ki Mukh Bhasha Bangla Hai, Aur Iski Kul Jansankhya 8,02,21,171 hai.

Manipur :-
Manipur ki Raajdhani Imfaal Hai, Manipur ki Mukh Bhasha Manipuri hai. Aur Iski Kul jansankhya 23,88,634 Hai.

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box