Iltutamish ( 1210--1236 ) Iltutamish Kaun Tha ? - All Knowledge

Breaking

Wednesday, 27 January 2016

Iltutamish ( 1210--1236 ) Iltutamish Kaun Tha ?

Iltutamnish (1210 - 1236)


Iltutamish Kaun Tha ?


1. Kutubuddin Aibak Ki Mot ke baad Aaramshah Ko Shahsak banaya gaya, Likin dilli Ke Ameero Ne Iltutamish Ko Naya Shasak Bana Diya.

2. Dilli Ka Sultan Banne Se Pehle Iltutamish badayu Ka Subedar Tha Veh Ilbari Turk Tha.

3.Iltutmish ne Lahore Ki Jagah Dilli Ko Rajdhani banaya.

4. Iltutamish Ne Chalis Turk Sardaro Ka Ek Dal Turkan-e-Chehlgani Banaya.

5. Iltutamish Ne ShasanKal Me Mangol Shasak Changez Khan Ne Pashchimottar Bharat Par Aakraman Kiya.

6. Iltutamish Ne Multan Or Lahore Par Adhikar Kiya Tatha Yaldoj Or Kubacha ki shakti ko Khatam Kiya

7. Iltutamish ne 'Ekta' vayavastha Laagu ki. Jital Or Tanka Naamak Sikke Chalaye. Jital Tambe Ka Sikka tha Or Tanka Chandi Ka Sikka Tha.

8. Iltutamish Ke Baad Uska Beta Gaddi Par Baitha . Ye Ek Ayogye Shasak Tha. Turk Ammero Ne Iski Jagah Raziya Sultan Ko Shasan ki Bagdor Sonpi.


यह भी पढ़िए :- 

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box