Naya Rail Budget 2014-2015
Loksabha Ke Antrim Rail Bajat
Pesh Kiya. Aagami Loksabha Chunav ke Maddenazar Passenger Kiraye Aur Maal ke
Kiraye me Koi Badlav Nahi Hua. 73 Nayi Traino ka Ailaan Kiya Gaya, 2 Rooto Par
Semi Highspeed traine Chalayi Jayengi.
Rail Mantri ne 17 premium traino
ke Alawa 39 Express, 10 Passenger Aur 7 Local Traino ko Chalane ki Ghoshna ki.
3 Traino ka Root Badhaya gaya. 3 Traino ki Friquency Badhayi. Jai Hind Naam se
Premium Aisi Traino Un Rooto par Chalengi, Jaha Saalbhar Waiting List Hoti hai.
Inka Kiraya Demand ke Mutabik Ghatega – Badhega. Rail Mantri ne Bataya ki Bajat
4 Mahine ke liye hai, Isliye Kisi Bade Project ka ailaan Nahi Kiya gaya hai.
Antrim Rail Budget Ki
Khas Baate
- Kiraye tay karne ko Tariff Athourity par Kaam Tez
- Veshno Devi Jaane ke Liye Katra Tak Train jald
- Unreserved Ticket ko Bhi Mobile se booking ki yojna laai jaye
- Traino ki paintery Car me LPG ki Jagah Induction cooking ki Vayavasta
- Arunachal Aur Meghalaya ki Raajdhaniya pehli baar Train Map par Aayengi
Premium ( Jai Hind
Trains)
Kaamakhya – New Delhi Express ( Weekly)
Nizamuddin – Madgaau ( 2 days )
in weekly
Ahmedabad – SarayRohilla (3 days
) in weekly
Yashvantpur – Katra ( weekly )
Bandra – Amrisar (weekly)
Gorakhpur – New Delhi ( 2 days )
in weekly
Express Trains
Bhavnagar – Saray Rohilla
(weekly)
Kota – Jammutvi (weekly)
Malda Town – Anand Vihar (weekly)
Santaragachhi – Anand Vihar
(weekly)
Tiru Antpuram – Nizamuddin (2
Days) in weekly
Local Trains
Memu : Delhi – Rohtak (daily 2)
Demu : Rewadhi – Rohtak (daily)
Semi High Speed
Delhi-Agra Aur Delhi-Chandigadh
Root par Traino Ki Speed 160 se 200 Km Ki Jayegi.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box