Maanav Ke Sharir Ka Vigyaan – Human Body Science
Part II
1.
Manushye ke sharir me 750 maanspeshiya hoti hai.
2.
Aankho me isthit Lekrimal Granthi me rote samay Strav
hone lagta hai, jiske kaaran rone par aansu aa jaate hai.
3.
Manushye ke Netr 1 minute me laghbag 25 baar jhapakte
hai.
4.
Naakhoon aur baal kaatte samay darad nahi hota, kyoki
unme nase nahi hoti.
5.
Samanyat : Manushye ke Dimaag Ka wazan 3 pond or istri
Ka 2.5 pond hota hai.
6.
Manushye Ki Khopdi me 22 Asthiya hoti hai.
7.
Reedh me Asthiyo ki kul Sankhya 33 hai.
8.
Manushye ke sharir ka samanye taapmaan 98.4 C hota h.
9.
1 savasth Manushye ke sharir me 5 se 6 liter ki maatra
khoon hota hai.
10. Chehere
par bani bhoen Pasine ko Aankho me jaane se rokti thi.
11. Hamare
Sir ke baalo ki sankhya 1 laakh se 2 laakh tak hoti hai. Ve part din aadha inch
badhte hai.
12. 2
samanye gurdo me 20 laakh nanhi-nanhi khoon chaanne waali chhanniya hoti hai,
parti din 50 gelan khoon chhanti hai.
13. Beech
ki ungliyo ka Naakhoon sabse tezi se aur anguthe ka naakhoon sabse dheemi gati
se badhta hai.
14. kaan
sunne ke alawa sharirik santulan banaye rakhne ka bhi karye karta hai
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box