Maanav sharir Vigyaan – Human Body Science - All Knowledge

Breaking

Thursday, 7 January 2016

Maanav sharir Vigyaan – Human Body Science

Maanav sharir Vigyaan – Human Body Science




  1. Manushye ke sharir me 206 haddiya hoti.

  1. Manushye ka Dil 1 minute me 72 baar dhadakta hai.

  1. Manushye ke Sharir ki jin naadhiyo me khoon behta hai unhe dhamni kehte hai.

  1. Manushye ki dhamniyo ki khoon ki gati 7 meel parti ghanta hai.

  1. Manushye ke sharir me uske wazan ka 6 se 8 % khoon hota hai.

  1. Manushye ke sharir me paani ki maatra uske wazan ka 70% hoti hai.

  1. Manushye ke Asthipinjar me 12 jodi Pasliya hoti hai.

  1. Manushye ke sharir ksabse badi haddi Janghasti ( Fimer ) hoti hai, us haddi ki lambai ki 27% hoti hai.

  1. Manushye ke sharir ki sabse chhoti haddi Steps hoti hai. Yeh haddi kaan me paayi jaati hai.

  1. Manushye ke sharir ka taapman 98.4 c Hota hai.

  1. Manushye ke Dimag ka wazan 3 pond ke lagbagh hota hai.

  1. Manushye Shwaas me ocsizen lete hai.

  1. Manushye Shwaas me karbonn dai oxide chhodte hai.

  1. Khoon me laal kaando ki kami se animiya rog ho jaata hai.

  1. Dr. nabz khoon ka aaytan jaane ke liye dekhta hai.

  1. Heza ke vishanuo ki khoj Ronald Rose ne kit hi.

  1. Manushye ke sharir me khoon ka mukh kaam koshikaao ko oxison pahuchana hai.

  1. Aids ke vishanu ki khoj ( visor HTLV-III ) Luke Manteniar ne ki.

  1. Manushye ke sharir me sabse badha ang Yakrat ( Jigar ) hota hai


  1. Manushye ka dil 24 ghanto me 1,03,698 baar dhadakta hai. 

                                                                                                           

No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box