Bharat Ka Samanya Parichye:-
1. Bhaarat Ek Vishaal Praydvip Hai Jo ki Teeno Or Se Samanundar Se Ghira hua Hai. Ise Aryavrat, Brahavrat, Hindustan or India Jaise Naamo Se Jaana Jaata Hai,
2. Bharat Ki Mulbhoot Ekta Ke Liye Bhaaratvarsh Naam Sarvp Panini Ki Ashta Dhyayi Me Aaya Hai.
Prachin Bharat Ke Srot :-
Prachin Bharat Itihaas Ke Addhyan Ke Mukhyaat 3 Srot Hain.
1. Saahityik Sakshaya
2. Videshiyo Ke Vrattaant
3. Purataatvik Sakshaya
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box